Allama Iqbal

Jenheyn Main Dhundta Tha Asmano Mein Zameno Mein…
Wo Nikle Mere Zulmat Khana-E-Dil Ke Makeno Mein…

****

Ishq Teri Inteha Ishq Meri Inteha…
Tu Bhi Abi Na Timam Main Bhi Abi Na Timam…

****

Apne Man Mein Dob Kr Pa Ja Suragh-E-Zindgi…
Tu Agr Mera Naheyn Banta Na Ban Apna To Ban…

****

Roz-E-Hisab Jab Mera Pesh Ho Daftar-E-Amal…
Ap Bhi Sharam-Sar Ho Muj Ko Bhi Sharam-Sar Kreyn…

****

Ishq Bhi Ho Hijab Mein Husan Bhi Ho Hijab Mein…
Ye To Khud Ashkar Ho Ye Muje Ashkar Kar…

****

Mana Ke Teri Ded Ke Qabil Naheyn Hun Main…
Tu Mera Shoq Dekh, Mera Intezar Dekh…

****

Dil Pak Naheyn To Pak Ho Sakta Naheyn Insan…
Warna Ibles Ko Bhi Ate The Wuzu Ke Frayz Bohat…

****

Mit Jaye Ga Gunahon Ka Tasawur Is Jahan Se Iqbal…
Agr Ho Jaye Yaqen Keh Khuda Dekh Raha He…

****

Jo Main Sar Bsajda Hua Kabhi, To Zamen Se Ane Lagi Sada…
Tera Dil To He Sanam Aashna, Tuje Kya Mile Ga Namaz Mein…

****

Nazar Nazar Ka Farq Hota He Husan Ka Naheyn Iqbal…
Mehbub Jis Ka Bhi Ho Jesa Bhi Ho Bemesal Hota Hai…

****

Dhondta Phirta Hun Ey Iqbal Apny Ap Ko…
Ap Hi Goya Musafir Ap Hi Manzil Hun Main…

****


Main Khak Nashen Hun Meri Jager Mera Musala…
Shahon Ko Salami Mere Maslak Me Naheyn...
Allama Iqbal Allama Iqbal Reviewed by Muhammad Adnan on 5:28 pm Rating: 5

No comments:

LightBlog